13 iconic dialogues from Ranbir-Deepika's Yeh Jawaani Hai Deewani

By: FPJ Web Desk | May 31, 2023

Yeh Jawaani Hai Deewani, starring Deepika Padukone, Ranbir Kapoor, Aditya Roy Kapur and Kalki Koechlin in the lead, clocked 10 years on May 31

Directed by Ayan Mukerji, the film is a complete package of fun, friendships, romance and adventure

The romantic comedy revolves around two persons who meet during a trip where one falls in love with the other but refrains from expressing it. They drift apart but end up meeting again at a friend's wedding

Let's take a look at some dialogues from YJHD that prove it is one of the best coming-of-age film

“Tum pehle bhi itni khoobsurat thi ya waqt ne kiya koi haseen sitam?”

“Life mein jitna bhi try karo, kuch na kuch toh chootega hi. Isliye yahin, isi pal ka mazza lete hain"

"Kabhi kabhi kuch baatein humare yaadon ke kamre ki itni khidkiyaan khol deti hain ki hum dang reh jaate hain"

"Tu right nahi hai Naina, bas mujhse bahut alag hain"

"Teri smile kitni dangerous hai pata hai. Mere paas dil hota toh pakka aa jata ispe"

“Waqt rukta nahi, beet jata hai aur hum kharch ho jaate hain”

“Kahin pe pahunchne ke lie kahin se nikalna bahut zaruri hota hai. Sahi waqt pe kat lena chahiye, nahi toh gile shiqwe hone lagte hain”

“22 tak padhai, 25 pe naukri, 26 pe chokri, 30 pe bachche, 60 pe retirement , aur phir maut ka intezaar, dhat aisi ghisi piti life thodi jeena chahta hoon!”

“Badtameezi ek bimaari hai, aisi bimaari joh dheere dheere waqt ke saath budhape mein badal jaati hai, main kehta hoon jab tak budhapa nahi aata thodi badtameezi hi kar lete hain”

“Khud pe daya karna band karo, aur khud se pyaar karna seekho”

"Main udna chahta hun, daudna chahta hun. Girna bhi chahta hun. Bas, rukna nahi chahta”

“Kabhi kabhi kuch baatein humare yaadon ke kamre ki itni khidkiyaan khol deti hain ki hum dang reh jaate hai”

“Shaadi is daal chawal for pachaas saal till you die. Arey life mein thoda bahut kheema pav, tangdi kebab, hakka noodles bhi hona chahiye na!”

Thanks For Reading!

9 iconic roles Zeenat Aman wanted to play on-screen: From Mughal-e-Azam's Anarkali to Schitt's...

Find out More